Hormones Ki Tabdeeliyan Aur PCOS

Aik study kay mutabiq duniya ki har 10 larkiyon main sey 1 aur subcontinent ki har 3 larkiyon mein sey 1 PCOS ka shikar hai. Polycystic Ovarian Syndrome ya PCOS khawateen mein paya jane wala aik masl

more. . .

Yeast Infection Ki 5 Alamaat Ke Baray Mein Janey

Insani jism mein qudrati taur pey bohat sey microorganisms maujud hote hain. Jin mein sey kuch fayeda mand hote hain aur baaz ka koi nuqsan ya fayeda nahi hota. Issi tarah Candida albicans bhi aik

more. . .

Acne Bananay Walay 5 Makeup Chemicals

Ham sabhi iss aziyat sey waqif hain jab nihayat ghalat waqt per keel mohasse ban jaty hain, maslan kisi party sey pehle jis ka intezar apko hafton sey tha, kisi class presentation ya job interview sey

more. . .

Doctor Se Baat Karny Ke 4 Usool

Doctor sey checkup kay doran waqt bohat mukhtasar hota hai. Iss liye mareez aur doctor ko aik dusrey sey tawun karna chahiye. Mareez ko chahiye kay wo doctor ko aapni baat samjhaye. Aur doctor ka farz

more. . .

Urinary Tract Infection Kyun Hota Hai?

Mardon ki nisbat auraton ko UTI hony ka zeyada imkan hota hai. Duniya bhar ki 11 feesad khawateen 16 baras ki umar tak UTI kay tajerbay sey guzar chuki hoti hain. Jabkey 50 sey 60 feesad khawateen ko

more. . .

PCOS Aur Wazan Ka Barhna

Polycystic Ovarian Syndrome ya PCOS auraton mein paya jany wala aik hormonal disorder hai. PCOS kay nateejay mein hony waley masayel mein shamil hain: be- tarteeb mahwari, haiz kay doran shadeed dard,

more. . .

Mutawazan ghiza kya hoti hai?

Kya apko pata hai kay nasho-numa aur mutawazan ghiza kay darmiyan kya taluq hai? Teenage kay doran jismani aur zehani nahso-numa bohat tezi sey hoti hai. Aur achi nasho-numa kay liye apko izafi cal

more. . .

Keel Mohasson Ki 8 Wujoohat

Acne aik aisa masla hai jis sey sab hi chutkara pana chahtey hain. Lekin koi nahi janta kay acne hone ki wajah kya hai. Acne ya keel mohasson kay barey mein bohat si farzi baatein mashoor hain. Jo kay

more. . .

Kya Therapy Mufeed Hai?

Zindagi mein kabhi kabhar aise halaat ka samna bhi karna parta hai jo apke liye na-pasandeeda ho sakte hain maslan maali masyael, gharelu ya khandani masayel aur bullying waghera. Aisi surat-e-haal ka

more. . .

Mahwari Mein Sehat-o-Safayi Ka Khyal Kaisay Rakhna Chahiye

Mahwari aik qudrati amal hai aur mahwari hona tandrusti ki alamat hoti hai. Lekin iss kay bawajud mahwari ko sharam ka bayes samjha jata hai. Yahan tak kay kuch log iss baat pey yaqeen rakhty hain kay

more. . .

Dandruff Se Mukamal Chukara!

Dandruff … yani sar mein chipchipahat, kharish aur… sharmindagi. Kya iss sey zeyada aap dandruff kay barey mein kuch jatey hain? Har koi janna chahta hai kay dandruff kyun hoti hai. Bohat sey

more. . .

Period Tracker Se Zindagi Asaan!

Ajkal mukhtalif kamon kay liye dheron mukhtalif mobile applications maujud hain. Period trackers bhi aisi hi mobile applications hain. Jin kay istemal sey aap apni mahwari ko behter manage kar sakti h

more. . .

Facial Scrub Ghar Pe Banaen

Aj ham apko batayein gay kay blackheads sey bachao ka asaan tareeka kya hai! Ab facial scrubs bazar sey khareedny ki zaroorat nahi. Kyunkay aaj ham apko sikhayen gay ghar pey facial scrub tayar ka

more. . .

Anemia Se Kesay Bachain?

Anemia kay barey mein aap ney suna tau hoga! Iss article mein apko yeh batayein gey kay anemia kya hota hai aur iss sey kaisy bacha ja sakta hai. Agar aap anemia ko samjhna chahty hain. Tau samajh

more. . .

Janiye Mahwari Kiya Hai?

Jaise mahwari ko periods, menses aur haiz jaise mukhtalif naamon sey jana jata hai. Issi tarah har larki kay liye mahwari ki alamaat bhi mukhtalif hoti hain. Lekin aksar larkiyan manti hain kay wo kab

more. . .

Self-Love Kya Hey Aur Yeh Kyoun Zaroori hey?

Friends, aj mein aik bohat hi interesting topic k baarey mein baat karney jaa rahi hoon. Self- Love yani k khud se muhabbat aur apni qadar jan’na. Yeh kia hey, kyoun zaroori hey aur humey kis tarhan

more. . .

Nauzaida Bachon Ke Liye Vaccine Ki Ahmiyat

Vaccination, shots ya immunization yani hifazati teekay nauzaida bachon ko bohat si beemariyon se mehfooz rakhtay hain. Kyun ke vaccination se bachon main beemariyon se muqabla karnay ki quwat paid

more. . .

Lockdown Mein Apna Khayal Kesay Rakhain?

Dosto, Covid 19 ne ham sab ki zindagi aur routines ko badal diya hai. Is samaji doori ke mahool main kayi log apne dosto, ghar walon aur colleagues se door ho gaye hain aur akela pan mehsoos kartay

more. . .

Antibodies Test Kya Hai Aur Ye Kyun Zaroori Hai?

ANTIBODIES kisi beemari ya virus ke khilaf qudrati mudafat faraham karti hain. Aiye jantay hain ke covid19 ke case main antibody test kyun zaroori hai. 1. Antibodies test kya hai? Dosto, antibodie

more. . .

4 Tareekay Jin Se Aap Apni Quwat e Mudafiat Ko Barha Saktey Hain

1. Giza Aur Ajza Ghizaiyat bhari khoraak behtareen quwat e mudafiat hasil karne ka adha rasta hai. Agar hum apne khaanay peene par ghaur karain aur gair sehatmand cheezon ke bajaye sehatmand ghiza

more. . .

Covid 19 Mein Naumaulood Bachon Ki Dekh Bhaal

Bachon ki paidaish maa baap ki zindagi main aik bohat ehem marhala hota hai, jiska intezaar aur ehtemam puray khaandan ke liye aik bara sange meel hota hai. Rawa saal main paida honay walay bachay, de

more. . .

Depression (Zehni Dabao) Ki 5 Alamaat

Depression aik aisi bemari hai jis ki kai tareeqon se nishaandehi ki ja sakti hai. Feelings, mood, ehsasaat ki aisi tabdeelian jo ziada tar ghussay aur gehri udasi numaya karain Depression ki tashkhee

more. . .

Kia Corona k Doraan Maa Bachay ko Doodh Pila Sakti Hey?

Nauzaida Bache aur aik maa ka taa'luk paidaish ke baad aur bhi mazboot ho jaata hye. Paidiash ke pehle jab ke maa ki khuraak se bache ko nasho numa faraham hoti hai wahin par paida honay ke baad wo na

more. . .

Coronavirus Se Bachao Ki Tadabeer

Covid 19, jisay novel coronavirus bhi kaha jata hai aik jadeed virus hai. Ye virus khansnay ya cheenknay ya mutasira shakhs se mail jol se aik doosray main muntaqil hota hai. Is virus se duniya bha

more. . .

Agar Corona Ke Mareez Sey Milnay Ka Itfaq Ho?

Agar apko khadsha hey k ap ya ap k ghar mien se kisi fard ka exposure kisi corona patient se hua hay tua bukhar, sookhi khansi aur saans mein dushwari jaisi alaamaat ka baqaedigi se jaiza lein. Aga

more. . .

Corona Test Musbat Anay Per Kia Karna Chahiye?

Test positive anay ki soorat main fori apne family members ka bhi test karwaye takay Covid 19 positive afraad aur negative afraad ko allaidha kiya ja sakay. Is say virus puri family main phelne se bac

more. . .

Corona Ke Douran Train Ka Safar

Corona ke doraan ticket ghar aur booking office band hon gay aur booking sirf online hogi. Train rawangi se 24 ghantay qabal online booking band kar di jaye gi. Sirf booking walay musafir hi station

more. . .

Agar Coronavirus Ki Awaz Hoti Toh Kaisi Hoti?

Coronvirus ki vaccine pey research kay doraan, MIT kay science daano ne coronavirus ke structure ko mauseeqi ki dhun main dhaala taa kay wo corona virus ko behtar taur pey samajh sakain aur iss ka ila

more. . .

Coronavirus Sey Sehatyab Hony Ke Baad Kiya Karna Chahiye?

Dosto Covid 19 apne aap main taizi se phelne wali jaan leva bemari hai laikin kai logo ne is ko shikast bhi di hai. Is bemari se logo ki sehat yaab hone ki sharah,sharah amwaat se kai ziada hai. Pa

more. . .

Kia Coronavirus Hamla Maa Sey Bachy Mein Muntaqil Ho Sakta Hai?

Dosto, es baat ka koi thos saboot mojood nahi ke har haamla maa jo corona virus ka shikaar ho, apne bachay ko corona virus muntaqil kar sakti hai ya nahi. Corona se mutasir Dehli ki aik haamla khatoon

more. . .

Gharelu Tashadud Ke Khilaaf Chand Tadabeer

Gharelu tashadud humarey ma'shary ka aik barhta hua sangeen masla hai. Iski zad mein aaney wali jaanein zulm o sitam ke nishanay par roz jeeti hain. Covid 19 ki waja se kai log berozgaar ho gay

more. . .

Corona Lockdown Mein Wazan Barhney Se Pareshan?

Jahan corona virus ne poori duniya mein tabahi macha di hey wahan is virus ki wajah se humari sehat par bohat se indirect asraat bhi dekhnay ko mil rahey hein. In mein se aik weight gain yaani mota

more. . .

Maskne Kya Hai Aur Iss Se Kese Bachain?

Dosto! Corona virus ki waja se mask hamari zindagi aur libas ka hisa ban chuka hai. Ye mask humein tahfuz to muhiya karta hai magar ye jild ki kharish, masamon ko band karne aur mahason ka bayis bh

more. . .

Chaati ka Cancer Aur Iski Alamaat

Dosto! Aap ki sehat aham hai. Isi liye khawateen main payi janay wali beemarion ke mutaliq aap ko ilm hona chahiye aur ye bhi ke in se bachao kis tarah mumkin hai. Khawateen ki beemario

more. . .

Delivery (Zachgi) Ke Baad Ka Zehni Dabao

Agar delivery yani zachgi ke baad aap zehni dabao ka shikar hain. Toh iss afsurdagi, bechaini aur khof mein aap tanha nahi. Aik mohtat andazay ke mutabiq 50% se 80% nai man’en zehni dabao mehsus

more. . .

Waqt sey Pehle Menopause Yani Mahwari Mustaqil Band Kyun Hoti Hai

Dosto, Kya aap jantay hain? Khawateen mein amooman 45 se 55 saal ki umar ke darmian periods yani haiz band ho jaty hain. Ye aik qudarti amal hai aur isy menopause yani haiz ka band ho jana kehty ha

more. . .

Dysphoric Milk Ejection Reflex Kya Hota Hai?

Maa ka bachay ko apna doodh pilana maa aur bachay dono ke liye faiday mand hai. Maa ka doodh jahan bachay ko infection, diarrhoea aur sans ki bimariyon se mehfuz rehnay mein madad daita hai wahi maa k

more. . .

Ibtedai Hamal Zaya Hony Se Depression

Dosto! Baz auqat kuch paichidagiyon ki waja se har hamal kamyab nahi hota aur hamal ke beesawain haftay se pehle he hamal zaya ho jata hai. Hamal chahy takmeel tak na pohnchy magar maa hony ke naaty k

more. . .

Khawateen Mein Osteoporosis ki Bimari

Dosto! Sehat mand haddiyan zindagi ko mutaharak rakhny ke liye zaroori hain. Hamari hadiyan Calcium aur Phosphorus se bani hain aur ye jism ko saakht, sahara aur tahafuz faraham karti hain. Lekin o

more. . .

Cervical Cancer kia hai?

Assalam-o-Alaikum Dosto! Kia aap ko maloom hai ke Pakistan mein rozana 20 khawateen cervical cancer ki waja se mout ka shikar ho rahi hain? Yeh Khawateen mein payi janay wali ek sangeen bemari hai.

more. . .

Khandani Mansooba Sazi ke Tareeqay

Dosto aaj mein aapko khawateen ki sehat se mutaliq aik eham mamlay se aagah karon gi. Dosto jaisa ke ap jantay hein ke Khandani Mansooba sazi bachon ki paidaish mein waqfay ke tareeqon per mustamil

more. . .

Khandani Mansooba Sazi se mutaliq Afwahen

Dosto Umeed karti hon aap sab kheiyat se hon gay. Aaj mein aap ko khandani mansooba sazi se munsalik chand afwahon ke bary mein bataon gi aur in ke bary mein durust malomaat bhi farahem karon gi.

more. . .

Waqt sey Pehle Shadi ke Nuqsanat

Hamary muashary mein aam tor per larkiyon ki shadi kam umeri mein he kar di jati hai is ki waja ye hai ke balooghat shuru hoty he ye samjha jata hai ke larki ki shadi

more. . .

Pakistan Mein Maujood Corona Vaccines ki Iqsam

Dosto Poori duniya ka tarz e zindagi badal denay, aur ab tak croron afarad ko mutasir karnay wali bemari COVID-19 ke virus ko roknay ka behtareen tariqa vaccination hai. Issi liye duniya ka har mul

more. . .

Balooghat Ko Pohanchne Wali Larkion Ki Ghizai Zaroriyat

Larkiyon ke liye mutwazan ghiza bachpan, balooghat aur balooghat ke bad tak bhi bohat eham hoti hain . Lekin hamary muashary mein aam tor per larkiyon ki ghizai zaroriyat pori karne mein bachpan se

more. . .

Corona Vaccine Se Mutaliq Afwahein

“Corona ki vaccine muzar-e-sehat hai kyun ke yeh itni jaldi tayar hogae thi”, “Corona ki vaccine DNA ko tabdeel ker deti hai”, “Corona ki vaccine main tracking device shamil hai”... kya

more. . .

Janiye Premenstrual Dysphoric Disorder kya hai

Kya aap bhi hormonal utaar charhao ke sath jad-o-jehad kar rahay hain jo aap ke mahvari ke sath sath chaltay rehte hain? Kya aap apni mahwari ki muddat shuru honay ke aik ya do hafta pehle apne moo

more. . .

Miscarriage yani Hamal ka Zaya Hona

Miscarriage ya hamal ke zaya honay pe aksar khawateen khud ko zimmedar smjhti ha jab ke aysa hargiz nahi hai kyun ke iski bohat si aysi wajuhat hoti hain jin se hum la ilm hotay hai. Wo wajuhat kia

more. . .

Khawateen Ke Liye Zaruri Screening Tests

Dosto! Screening tests kisi beemari ka ilaj nahi liken iss ke bawajood yeh hamein kayi mohlaq amraz se mehfooz rekhnay aur in se nimatnay mein madad detay hain. Jee han Dosto, yeh darust hai! Cance

more. . .

Doran e Hamal Ziyabaitis ka Khatra

Dosto douran e hamal hone wali Ziyabaitis aik aisi bimari hai jo khawateen mein sirf hamal ke doran payi jati hai aur iss ki tashkhees bhi hamal ke doran hi hoti hai. Iss bimari ko Gestational Diab

more. . .

App Wazan Kam Kartay Kartay Zehni Bemari Ka Shikar Tau Nahi Ho Gaye?

Dosto, weight lose karna yaqeenan ek mushkil safar hony ke sath sath apne aap pe qabu paane ki ek mushkil mashaq bhi hai.  Aap ye baat sun ke hairan hon gay ke Anorexia Nervosa jesi zehni bemari k

more. . .

C Section se sehat yabi ke liye tips

Dosto, baaz auqaat normal delivery ke doran pechidgiyan matwaqqa hoti hain jin se bachnay ke liye doctors c-section tajveez kertay hain. Yeh zachgi ke liye kiya janay wala operation hai

more. . .

Endometriosis Banjhpan ki bari waja

Dosto kia aap ko maloom hai ke more. . .

Bachon mein Dyslexia ki Alamat

Dosto, agar aap ka bacha likhnay, aur parhnay mein kamzor ho, ya school mein behtar karkardagi ka muzahira na kar raha ho, ya usko seekhnay ke amal mein dushwari ka samna ho, tou bachay

more. . .

Maa ke liye breastfeed karwana kyun zaroori hai?

Dosto, agar aap ko bhi lagta hai ke breastfeeding aap ke liye ek paichida amal hai aur ye aap ki body shape ya weight per manfi asrat maratab kar sakti hai tou aesi af

more. . .

Kiya aap khanay ki nafsiyati bemari Bulimia Nervosa ka shikar tau nahi?

Kya aap ne kabhi apne khanay ki miqdar ko mehdood karne ki koshish ki hai? Lekin aap ko mehsoos huwa ho ke aap chah ker bhi apne khanay ki miqdar mein kami nahi kar sakti hain? Aur ek khas waqt tak

more. . .

Kiya is ki qasoor war bhi mein hon?

Dosto, haal hi mein Pakistan mein khawateen ke khilaf hone wale tashadud ke muqadamat mein khatarnak hadh tak izafa dekha gaya hai. Inn tashadud ke waqiyat mein qatal, jinsi ziadti, acid attack, ag

more. . .

Gharelu Tashadud Kiya Hai Aur App Iss ki Shanakht Kese Kar Sakty Hain

Gharelo Tashadud se muraad ap ke ghar mein har wo zubani, jismani ya nafsiyati amal hey jo apko takleef pohanchaney ke liye baar baar kiya jaye. Is mein gaali galoch, dhamkiyan, apko neecha dikhana

more. . .

5 qawaneen jo har larki ko maloom hone chahiye

Dosto, aj  mein aap ko 5 aysy eham qawaneen bataugi jo ke aap ko maloom hona zaroori hain. Inn qawaneen ki agahi na hone ki waja se khawateen ke khilaf hone wale jismani, jinsi,

more. . .

16 Saal se Kam Umar Bachiyon ko UTI Kyun Hota Hai?

Dosto, Kya aap ko mamool se ziyada bathroom janay ki hajat mehsoos hoti hai?  Aur baaz auqaat yeh hajat itni shadeed hoti hai ke aap taqreeban dorh ker bathroom ki taraf jate hain? Albata har baar

more. . .

Khawateen mein Ovarian Cancer ki Alamat

Dosto, Ovarian Cancer yani Baiza dani ka cancer duniya bhar ki khawateen mein amwat waqaye karne wala sab se khatarnak cancer hai. American Cancer Society ne Ovarian Cancer ko khawateen mein mout k

more. . .

Kya hadh sey ziada khud pasandi ek zehni bemari ho sakti hai?

Dosto, kya aap ko lagta hai ke aap baqi sab se munfarid ya bohat khas hain? Kya aap ko apni khasoosiat baqi tamam logo se bohat afzal lagti hain? Kya aap chahte hain ke aap ki musalsal tareef hoti

more. . .

Mood pe qabu na rakh panay ki nafsiyati bemari

Kya aap ke mood mein bohat taizi se utar charhao aata hai? Kya aap ka mood pal bhar mein intehai khushgawar se intehai afsurda ho jata hai? Kya aap ek lamhay intehai pur josh aur zaroorat se ziada

more. . .

Khwateen ki Sangeen Bemariyon ki Eham Waja Vitamin D ki Kami

Dosto, duniya bhar mein taqreeban 1 billion afraad Vitamin D ki kami ka shikar hain aur inn mein zyada tadad khawateen ki hai. Hum bachpan se sunte aye hain ke Vitamin D hamari hadiyon ko mazboot k

more. . .

Bachon Mein Haklahat ki Wajuhat

Bachon mein stuttering yani haklana darasal speech yani luknat ka masla hota hai. Sahi tarah se alfaaz ki adaigi na kar pana, ek hi lafz ko baar baar dohrana, alfaz ko zaroorat se ziada lamba kar k

more. . .

Kya Aap Har Waqt Zehni Uljhan Ka Shikar Rehty Hain?

Dosto kya aap ke moods mein bohat taizi se utar charhao atta hai, zaati taluqaat tanaaziyaat ka shikar rehte hein,  har waqt uljhan rehti hai, apna aap ajnabi lagta hai, jese aap khud ko pehchante hi

more. . .

Stress Se Aap Ke Chehre Par Hone Wale Buray Asrat

Dosto, Acne, pimples, jhuriyan, aankhon ke gird siyah halkay, baalon ka girnay, aur waqt se pehle baalon ke safaid honay ki ek eham waja depression, anxiety ya zehni tanao bhi ho sakta hai. 

more. . .

Mahwari ke khoon ke rung mein tabdeeli Kya nishandahi karta hai?

Mahwari ke doran aane wale khoon ke rang mein tabdeeli infections aur mukhtalif bimariyon ko zahir kar sakti hai. Mahwari ke khoon ka rung aap ki sehat ke mutaliq eham maloomat faraham kar sakta ha

more. . .

Bachpan Ke Buray Waqiyat Ke Anay Wali Zindagi Par Asraat

Waldain ka kam umari mein bachon pe tarbiyat ke naam par zehni aur jismani tashadud. Asatza ki bachon par ghair zaroori sakhti. Qareebi rishtedar ya ghairon ka jinsi tour se harasa karna. School me

more. . .

Bachon Mein ADHD ki Shanakht Karein

Bachon ka kaam par tawajah barqarar na rakh pana. Ek hi ghalti ko baar baar dohrana. Bholna ya baar baar cheezain guma dena. Zaroorat se ziada aur ghair zaroori baatain karna. Musalsal jismani hark

more. . .

Khandani Mansooba Sazi Sey Mutaliq Afwahein

Zoya: Assalam-o-alaikum behno, aaj mein aap sey khandani mansooba sazi ke baray mein baat karne ayi hon aur yeh janna chahti hu ke aap khandani mansoo

more. . .

Kya HIV/AIDS maa se bache mein bhi muntaqil ho sakta hai?

Zoya: Assalam o alaikum Sara. 

more. . .

Chlamydia Infection kya bachon mein bhi muntaqil ho sakta hai?

Zoya: Assalam o Alaikum Sara.<

more. . .

Vaginal Discharge Mein Tabdeeli,Kiya Zahir Karti Hai

Sara: Assalam o alaikum zoya.

more. . .

Cousin Marriage ke Mumkina Khatraat, Aur Kuch Eham Tests

Sara: Subha bakhair zoya, kesi rahi tum

more. . .

Kya Kam Umar Bachiyo Ko Bhi, UTI Ho Sakta Hai

Zoya: Assalam o alaikum Sara, iss waqt khariat se a

more. . .

Gharelu Tashadud Aik Qabil e Saza Jurm Hai

Zoya: Assalam o alaikum Sara.<

more. . .

Aapke Sawal (Episode 1)

Pehla sawal: Yeh hai ke kya bachon mein paya jane wala Autism spectrum disorder measles ya mumps ki vaccines ki waja se ho sakta hai?

Autism Spectrum Disorder ek neurodev

more. . .

Aapke Sawal (Episode 2)

Kya hamal ke doran hamla aurat ka exercise karna sahi hai? Kya hamal ke doran hone wali diabetes, bachay ko nuksan pohancha sakti hai? Agar aap ki family mein kissi ko diabetes nahi, tau kya phr bh

more. . .

Khawateen mein amwat ki sab se bari waja!

Pehla sawal: Rozana kam az kam 5000 qadam chalna aap ko dil ki bimariyo se mehfooz rakhta?

Heart diseases tou sirf bari umar ke logo mein pai jati hain na? Tou kya jawan

more. . .

Kahi aap ke bachay ko Selective Mutism, tou nahi

Zoya: Selective Mutism ek sangeen anxiety disorder hai jis mein mutasira bacha kuch makhsoos social gathering ya situations mein baat karne se bilqul kasir hota hai, jaise Ali sch

more. . .

Jin bhoot ka saya? Ya nafsiyati bimari! “Schizophrenia”

Schizophrenia ek nafsiyati bimari hai jis ka shikar ub tak 20 million afrad ho chuke hain lekin elaj 1/3rd afraad se bhi kam ka hua hai aur iss ki waja shayad yeh hai ke loug iss ko jin bhoot ka s

more. . .

Hamal ke doran depression, Aap ke bache ki jaan le sakta hai!

Preterm delivery yani waqt se pehle delivery, aur low birth weight ki waja chronic conditions jaise Hypertension, Diabetes ya kuch makhsoos infections ho sakte hain. Lekin kya aap jantay hain ke

more. . .

Postpartum Depression aur Khawateen ki Muhlik Bemariyon se Chutkara!

Amoman khwateen delivery ke baad “baby blues” nami ek condition se guzarti hain jo ke dar asal unn ke jism mein anay wali tabdeeliyo ke bais hota hai lekin jo alamat tum bata rahi ho wo Postpar

more. . .

Kya zehni kaifiyat jild par bhi asarandaz hoti hai?

Depression, anxiety, stress ya inn jaisi degar nafsiyati bimariyan bohat se jismani masail ki waja banti hain wysy hi aap ki mental ya psychological state aap ki skin par bhi asarandaz ho sakti hai

more. . .