Kya Kam Umar Bachiyo Ko Bhi, UTI Ho Sakta Hai

By:Zoya

Zoya: Assalam o alaikum Sara, iss waqt khariat se aayi ho? 

Sara: Walaikum salam zoya. zoya mein nimra ki waja se thori pareeshan hu…

Zoya: Kyun? Kya hua Nimra ko?

Sara: zoya, pichle kuch dino se iss ko baar baar bathroom janay ki hajat mehsoos ho rahi hai aur urination ke doran iss ko shadeed takleef aur jalan ka bhi ehsas hota hai…

Zoya: Sara, kya tum iss ko doctor ke paas le kar gae ho?

Sara: Nahiii Zoya! kya yeh alamat kisi sanjeeda bimari ki hain?

Zoya:  Sara, yeh alamat Urinary Tract Infection UTI ki bhi ho sakti hain…

Sara: lekin zoya, Nimra tou sirf 11 saal ki hai!  kya UTI kam umar bachiyo ko bhi ho sakta hai?

Zoya: Haan Sara, UTI taqreeban 3 se 5



Back to List