Bachpan Ke Buray Waqiyat Ke Anay Wali Zindagi Par Asraat

By:Zoya

Waldain ka kam umari mein bachon pe tarbiyat ke naam par zehni aur jismani tashadud. Asatza ki bachon par ghair zaroori sakhti. Qareebi rishtedar ya ghairon ka jinsi tour se harasa karna. School mein sathi dosto ka marna, dhamkana, ya bully karna, yeh tamam buray waqiat ek zehni sadmay ki shakal mein aap ki anay wali zindagi ke har pehlu par manfi asrat maratab kar sakte hain. Aye jante hain ke bachpan mein tashadud ke waqiyat agay ja ker kin masail ka bais ban sakte hain.

Dosto, agar bar-waqt elaj na kiya jaye tou nafsiyati sadma tashadud ke shikar afraad ki zindagi tabah kar sakta hai. Umeed hai ke aap yeh maloomat apne dosto ke sath zaroor share karein gy ta kay anay wali naslou ko tashadud ki tabahkun nataij se bachaya ja saky.



Back to List